Sham Tanhai Ki He, Ayegi Manjil Kaise, Jo Mujhe Raah Dikhaye Wo Sitara Na Raha. Ae Najaron Na Hanso, Mil Na Sakenge Tum Se, Tum Mere Na Ho Sake Me Bhi Tumhara Na Raha !! Zindagi Veeran Hai Raahen Sunsaan Hai, Manjil Ka Pata Nahi Raste Anjaan Hai, Jaane Kaha Hai Jiss Ka Intzaar Hai Hume, Subah Udaas Si Or Shaam Bejaan Hai !! Ullfat Main Kabhi Ye Haal Hota Hai, Aankhen Hansti Hain Par Dil Rota Hai, Maante Hain Jisse Hum Manjil Apni, Humsafar Uss Ka Koi Or Hota Hai !! Na Manjil Ka Pata Hai, Na Raste Ka Guman Hai, Fir Bhi Chale Ja Raha Hu, Dil Me Bus Usi Ka Khyal He, Har Mor Pe Us Se Milne Ki Chah Karta Hu Mai, Usse Nilu To Poochu Mai, Jo Mere Dil Me Swal He !! Manjil Ki Talash Me Nikle Hai Hum Sabhi Sabki Manjil 1 Ho Jaruri To Nahi Aise Hi Kisi Mod Par Bichad Jaye Jo Kbhi Ye Mat Smjhna Ke Apke Sath Kei Jarurat Nahi !! Ye Manjil Hai N Ye Mukaam Hai.. Ye To Mere Pyar Ka Anzaam Hai. Har Taraf Dhundh Rahi Hain Nazaren Uski.. Dil Jiska Churane Ka Mujhpe Ilzaam Hai.. Ye Ab Kon Si Manjil Hai, Or Ye Kon Sa Mukaam Hai, Aankhon Main Tera Hi Chehara, Or Hoton Par Tera Naam Hai.. Pathar Ki Dunya Jazbat Nahi Samajti Dil Main Kia Hai Wo Baat Nahi Samajti Tanha To Chaand Bhi Hai Sitaron Ke Bech Magar Chand Ka Dard Bewafa Raat Nahi Samajti
Love & Smile Pravesh Singh
|
0 comments:
Post a Comment