.
zakham e dill to ab ban gaye haain nasoor
jakhm-e-jigar me dard bhi hota hai kabhi kabhi
(<>_<>) *KABHI KABHI* (<>_<>)
(<>_<>) *KABHI KABHI* (<>_<>)
zakham e dill to ab ban gaye haain nasoor
jakhm-e-jigar me dard bhi hota hai kabhi kabhi
agar mile mujhe maangne se, khuda se maang lu
sawaali dua hai ab bhi meri kabhi kabhi
sawaali dua hai ab bhi meri kabhi kabhi
teri yaad aati hai ab bhi kabhi kabhi
dil ko tera malaal hai ab bhi kabhi kabhi
dil ko tera malaal hai ab bhi kabhi kabhi
parri jo bijli mujh per ik zamana guzar gaya
chingaari magar ab bhi chamakti hai kabhi kabhi
chingaari magar ab bhi chamakti hai kabhi kabhi
har sakhs pairhan se rahe mumkin nahi sadaa
laash-e-bekafan bhi guzarti hai kabhi kabhi
laash-e-bekafan bhi guzarti hai kabhi kabhi
sabr-o-wafa se paate nahi hardam visaal-e-yaar
sabr-o-wafa me chot bhi milti hai kabhi kabhi
sabr-o-wafa me chot bhi milti hai kabhi kabhi
0 comments:
Post a Comment