| as slamu alekum karlo khidmaat maan baap ki tum or maan baap ki duwaye leloo unke peroon me jannat kunji raab se ye tum sabhi kunji leloo unka darjaa khudaa ke jes.saa he gar ijaazat khudaa se tum lelo un se nar-maai se pyaar se baat karo yun ke dukh -dard tum sabhi lelo apni khushiyaa sabhi yunhei dedo pyaar un ko tum beshumaar karo un ki baatei kabhi na taallo tum shukriyaa unka bar - baar karo khataa chahe wo so so baar karei khidmaat yunki baar baar karo witten by hameeda ameer apna khayal rakhna ALLAH HAFIZ
|
0 comments:
Post a Comment